Dialogues That Made Manoj Kumar A Legend

Manoj Kumar captivated audiences with powerful dialogues filled with patriotism, wisdom and emotion.
His words weren't just lines; they became the voice of a generation.

Purab Aur Paschim (1970)
'Apne yahan ki mitti ki khushboo hai na... woh toh ajnabi logo ki saanson mein bhi sanskar bhar deti hai.'

Mera Naam Joker (1970)
'Insaan is duniya mein chaar din ki zindagi guzaarne aata hai... lekin chaalis din ka gham usse gehre rakhta hai.'

Roti Kapada Aur Makaan (1974)
'Meri janam patri, meri kundli, yeh degree hai... aur iski kismat mein kitne rahu hai kitne ketu, yeh koi jyotshi nahi jaanta.'

Himalay Ki God Mein (1965)
'Duniya abhi tak woh bandook nahi bana saki joh sachai ka khoon kar sake, nekki ko khatam kar sake.'

Maidan-E-Jung (1995)
'Zindagi ek paheli hai... kabhi dushman, kabhi saheli hai.'

Kranti (1981)
'Zulm aur jhoot ki dhaali par ek baar phal lagta hai ... dobara nahi.'

Upkar (1967)
'Zameen toh maa hoti hai... aur maa ke tukde nahi kiye jaate.'

Shaheed (1965)
'Duniya ke barbaadi ki jadh hai ... ek insaan ka doosre insaan pe hukumat karne ka shauk.'

Do Badan (1966)
'Sach joh kisi ki jaan lele ... usse kahin achcha hai woh jhoot joh kisi ko maut ke mooh se bacha le.'

Hariyali Aur Rasta (1962)
'Lipat jaate hai woh bijli ki darr se; ilahi yeh ghata do din toh barse.'

CLICK HERE